GANNA HAI SEHAT KA RAZ

Hy doston aj me apko ganne ke bare me batata hu. ganna sehat ke lea

boht labh kare hota ha . ye badan ko thandak deta ha aur phurte lata hai . Kise ko mani ke taklief ho tou ganne ke ras ka sewan kare ye baden me mani ke matra ko badata hai . Sharerik shakte badata hai . Isko danto se cheel kar khane se dant mazboot hote hai aur danton me chamak aate hai . ganne se gud aur shaker banaya jata hai . ganne ka hamesh taza ras upgog karna chahea . basi ganna ya bina maze ka ganna nahe khana chahea ye baden ke lea hane karak hota hai .

GANNA HAI SEHAT KA RAZ&rdquo पर एक विचार;

Leave a reply to अनाम जवाब रद्द करें

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.