NARIYAL :– Nariyal ke pedawar Asia mana jata hai .word me sabse ziyada nariyal Asia Mahadeep me lagaya jata . world me Indonesia , Philippine aur Bharat me sabse ziyada nariyal lagaya jata hai .

PATHRE ME LABH :— kidney me agar pathre ho to dr mareez ko ziyada taral padarth ke sawan ka kehte hai . taral padarth ke sewan se pathre urin ke raste se bohit aasane ke sath nikal jate hai . Nariyal pani kidne me pathre ke lea bohot kargar sabit hota hai . kidne me pathre ke Cristal ko gala ker urin se bahar nikal deta hai.
HEZA MELABH :— Kise kobheza ho jaye tou use khoob nariyal ka pani pilana chahea . Nariyal
pani badan me poshak tatve ke kame ko poora karta hai aur badan ko rahat deta hai . Nariyal ke chilke ko pani me boil kerke rozana subha pilana chahea ye pait ke keede mar deta hai aur badan ko sehat deta hai.
Doston apkonye lekh kesa laga comments karke bataea aur isko apne doston me share kare aur like kare